Monday, January 23, 2017

Shah Talib Ahmed First Lub in 16 ( Part 16)

FRIENDSHIP IS LIKE A long RoPe,  To live long with HopE.



Ek bht pyari dost hah meri ..
wo sabse nyari dost hah meri 
Na jane kyu itni pyari hah woh..
Ghar me bhi aur dosto me bhii  sabse dulari hah woh..

Hamari khushiyo ka Noor hah woh..
Par rehtiii humse  thoda door hah woh..
Khushiyo se bhara raaz hah woh..
aur bigde hue suro ka saaz hah woh..

Us jaisi karodo me ek hoti hah  ..
Uske har faisle me wo Doosro se nek hoti hah ..
PEhle battamizi me rai kuch Nek deti hah ..
gar phir bhi na sudhre insaa to gaal sek deti hah ..


Uske mUskurane ka DESIGN hi alag hah ..
Aur uspe mar mitne walo ki  LINE hi alag hah ..

wo Tez bhi hah tarraar bhi hah ..
thodi thodi hoshyaar bhi hah ..
Mujhse thodi badi hah ..
par phir bhi meri pakki yaar hah ..

Agar me khush hu to rulati hah ..
Gar me roya to  chahre ki muskurahat wapis dilati hah ..
wo ghoomti bhi hah ghumati bhi hah ..
ha wo baat alag hah thoda zyda intazaar karati bhi hah ..


Meri dua hah Uski khushiya kabhi kam na rahe 
uski zindagi me kabhi  koi gham na rahe  ..
Wo sabko kitna hi satati rahe ..
par a khuda  wo khud hamesha muskurati rahe ..







 

Shah Talib Ahmed


Sunday, January 8, 2017

Shah Talib Ahmed First Lub in 16 ( Part 15)

 Loved ones cares us alot  , we have to recognize it & make them realize that yes, "you are special in maah life


Aaj phir kalam uthane par mazboor kar diya ..
Mere har Ehasaas ko Chanknachoor kar diya..
JO kehti thi teri har mushkil me kaam aaugi ..
Usi shaqs ne Pareshaniyo me sabse pehle khud ko mujhse door kar liya..
Me usi  ni chahta ye baat sari duniya me mashoor kar diya ..
Mere apno k saamne mujhe bada majboor kar diya ..

Pehle sare zamane k saamne mujhe badnaam kar diya ..
aur phir Nadaani ki chadar oodh kar mujh pe sara ilzaam kar diya ..
 
Badi Mushkilo k baad mene apne  dil k dard ko heel kiya ..
par chandd lamho k baad hi usne Mujhe zaleel kar diya ..

ek arsa baad Phir  mujhe wahi Ehsaas de diya ..
pareshaniyoo ko  mera pata bata  k mera sath de diya ..
ek baar aur Chahat me wahi mukaam de diya ..
kuch waqt ki khushiya aur barso k ashq aur yaado ka ghulaam kar diya ..


Shah Talib Ahmed








Tuesday, January 3, 2017

Shah Talib Ahmed First lub in 16 ( Part 14 )

Love & Hate are two faces of Life, like head & tail of a coin ,  if someone love you the most so be prepared for the revert too.



UsNe Mujhe bada badnaam kar diya ..
Mere naam ko yu hi sare aam kar diya ..
Gunaah khud kiye phir mujhpe sare ilzaam kar diya
kAise batau apko usne mera jeena haram kar diya ..

ab to mujhse nafrat karne lagi hah ..
sath sath mere saye sse bhi darne lagi hah ..
Pehle to meri badi fikar hoti thi ..
Par aj kal to meri khushi bhi khalne lagi hah ..

....Abhi bhi apni harkat  pe sharminda hah ..
   Badi khush bhi aur bindaas zinda hah ..
Meri aakho me dekhne se bada sharmati hah wo..
Ya shayad apne gunaah ho se katrati hah wo..
Apne karmo se bht  dukhi hah wo..
Magar doosri ki khushi me ghuli hah wo..

Mujhe bhi uski muskurahat par koi aitraaz nai ..
Aur jo gunaah usne kiye the ab wo koi raaz nai ..
Par uske dard ka kisi ko Ehasaas nai
bht fark agya hah uski zindagi me wo itni bhi badhawas nai ..
Ab jo zindagi jee rahi hah bht sacchi hah wo ..
Aur to aur banawati duniya me hi acchi hah wo..

Meri dua hah ki khush rahe wo..
Gar kisi ko batana pade ye waqya to sach hi kahe wo..
ab kisi aur k samne chup na rahe wo..
Mera kya hah me uski zindagi se bada door chala jauga ..
Magar apne alfazo me uski yadee ek din sabko bataugga..



Shah Talib Ahmed