Friday, December 9, 2016

Shah Talib Ahmed First Lub in 16 ( Part 10)

yes ! sometime People have Tears in eyes & sometime SMILE on face, whatever they are in a Group or alone , its a signature of  lub.


Aaj uski baato me itni saadgi lagi ..
shabnam ki pehli boond si taazgi lagi ..
Aaj uske chehre pe itna noor a raha ..
jaise aasma se aaai  hui koi apsara ..
Aaj unki baat sun ke ye ehsaas aya ..
shayd isi din k liye uper wale ne  tha mujhe banaya ..
Aaj mujhe unpe bada pyar a raha tha ..
kyuki dil ne kaha samne  se tera dildaar a raha tha..
kabhi rona to kabhi hasna baar baar a raha tha ..
shayad Mohabbat  ki raah me ek aur talabgaar a raha tha..

♡♡♡
Aaj Uske Chehre pe  kuch alag hi Guroor  tha..
Phir bhi har ek Lamha ye dil unse baat karne ko majboor tha..
Mene bhi unki yaad me phir kalam uthaya tha..
aur jo dil me aya wahi sher banaya tha..
Phir nazdeek aate waqt na jane kya usko yaad aya  tha..
ek galati  jisne mujhe unse pehle bhi door karaya tha..
Aur me bhi samj gya tha wo hamare bich ek galat saaya tha..
Jise bhool kar bhi mene usko har baar gale lagaya tha..
Guroor na karna ye mene usko pehle bhi bht samjhaya tha ..
par wo Naadaan hah aur aaj gale laga k phir se mene usko yahi bataya tha..

aye mere yaroo tum bhi yahi har baar karna ..
Gar pyar karna to khud se zyada Aitbaar karna aur Pyar , Pyar to beshumar karna..


Shah Talib Ahmed








No comments:

Post a Comment